Mohhabat meri kya rang laaie hai,
Dard deke wo hume her pal muskuraie hai.
Huie kya khata humse thi,
Jo pyar karne ki saza humne her mod pe paaie hai.
Jaan se bhi jayada chaha tha yaha jissko,
Her waqt ussne humne kyo thukraie hai.
Mohhabat meri kya,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Marte thae jisspe hum dilo jaan se,
Mile usse bus hume rooswaie hai.
Ye pyar-mohhabat hai jhoot saare,
Jissne kiya ishq ussne shirf nafart he paaie hai.
Kiya tha jo wada saath nibhane ka,
Jhoote thae wo sub ab to shirf yaha tanhaaie hai.
Mohhabat meri kya,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
Zindgi ab meri yaha,
Rah gaie bus ek adhoori kahani hai.
Shekayat ya koi shikwa nahi kisse se yaha,
Humno to bus dil lagani ki keemat chukie hai.
Ab isse jayada kya kaho,
Haal-e-dil baya karte-kate,
Ek bar phir se ye ask nikal aaie hai.
Mohhabat meri kya,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
osssummmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm mahn!!!!!!!!!!!!!beautiful.....
ReplyDelete